Nothing Special   »   [go: up one dir, main page]

06-10-2022 Naat

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 8

Jashn E Amad E Rasool Allah Hi Allah

Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah


Allah Hi Allah Bolo Allah Hi Allah

Jab Ke Sarkar Tashreef Laane Lage


Hooron Gilmaan Bhi Khushiyan Manane Lage
Har Taraf Noor Ki Roshani Chaa Gayi
Mustafa Kya Mile Zindagi Mil Gayi
Aye Halima Teri Goad Me Aa Gaye
Dono Aalam Ke Rasool Allah Hi Allah

Chehra E Mustafa Jab Dikhaya Gaya


Chup Gaye Taare Aur Chaand Sharma Gaya
Aamina Dekh Kar Muskurane Lagi
Hawwaa Mariam Bhi Khushiyaan Mana Ne Lagi
Aamina Bibi Sab Se Yeh Kehne Lagi
Dua Ho Gayi Qabool Allah Hi Allah

Shadiyaane Khushi Ke Bajaaye Gaye


Shaadi Ke Naghme Sab Ko Sunaaye Gaye
Har Taraf Shor E Salle Alla Ho Gaya
Aaj Paida Habib E Khuda Ho Gaya
Phir Toh Jibreel Ne Bhi Yeh Ailaan Kiya
Yeh Khuda Ke Hai Rasool Allah Hi Allah

Unka Saaya Zameen Par Na Paaya Gaya


Noor Se Noor Dekho Judaa Na Hua
Hum Ko Aabid Nabi (‫ )صلّی ہللا علیہ وسلّم‬Par Bada Naaz He
Kya Bhala Mere Aaqa Ka Andaz He
Jisne Rukh Par Mali Woh Zia Paa Gaya
Arz-E-Taiba Teri Dhool Allah Hi Allah
Khushiya Manao Jashne Aamade Rasool He
Gaud Me Amina ke Jannat Ka Fool He

Noor Hi Noor He Jishm e Munawwar Quran Sarapa Chehra E


Anwar
Husn e Jahan Jinke Qadmon Ki Dhul He

Paida Huve Jab Mahboob e Davar Pash Huve Boot Sare Gir Kar
Fiqr e Nabi Me Duniya Sari Mashgul He

Aamina Bi Sarkar Ko Chume Loriya Deti Haleema Jhume


Durudo Salam Ka Arsh Se Nuzool He

Padhte Durud Nabi Sab Aaye Huro Malayak Sar He Jhukaye


Jinki Peshvai Sare Nabiyon Ko Qubool he

Naaate Muhammed Kehna ishrat Beshaq he Ye Aine Ibadat


Gar Na Karam Ho Unka Zindagi Fuzool He
Humko Apni Talab Se Siwa Chahiye
Aap Jaise hai Waisi Ata Chahiye

Kyun Kahoon Ye Ata Wo Ataa Chahiye


Unko Maloom Hai Humko Kya Chahiye

Bharke Jholi Meri Mere Sarkar Ne


Muskura Kar Kaha or Kya Chahiye

Ek Qadam Bhi Na Hum Chal Sakenge Huzoor


Har Qadam Par Karam Aapka Chahiye

ishq Me Aapke Hum Tadapte To Hain


Har Tadap Me Bilali Adaa Chahiye

Fazl-E-Rabbulula Aur Kya Chahiye


Mil Gaye Mustafa Aur Kya Chahiye

Daman-e-Mustafa Jinke Hatho Me Hain


Unko Rauz-e-Jaza Aur Kya Chahiye

Apne Qadmon Ka Dhovan Ata Kijiye


Hum Mareezon Ko Aabe Shifa Chahiye

Ye Dawaa Chahiye Ye Sifa Chahiye


Aap Razi Rahen Aur Kyaa Chahiye.

Aasiqaane Nabi Ke Hai Dil Ki Sada


Sabz Gumbad Ke Saae Main Ghar Chahiye

Aap Apni Gulaami Ki De De Sanad


Izzato Martaba Aur Kya Chahiye.

Dard-e-Jaami Mile Naat Khalid Likhoon


Aur Andaaz-e-AHMAD RAZA Chahiye
करम आज बालाए बाम आ गया है
ज़ुबाां पर मोहम्मद ‫ ﷺ‬का नाम आ गया है ।

द़ुरुदोां की बाररश है कौन-व-मकाां पर


के आज अांबबया का इमाम आ गया है ।

म़ुझे बमल गई है दो आलम की शाही


मेरा उनके मांगतोां में नाम आ गया है !

मेरे पास क़ुछ भी न था रोज ए महशर


नबी का वसीला ही काम आ गया है ।

मजा जब है सरकार महशर में कह दें


वोह दे खो हमारा ग़ुलाम आ गया है !

चरागाां हुआ बज़्म ए हस्ती में खाबलद


बनगाहोां में ल़ुत्फ़ ए तमाम आ गया है ।
Mein so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Aala kehte kehte

Sitam pe Sitam seh gaye dushmano ko


Habeeb-e-Khuda, Ya Khuda kehte kehte

Guzarte thay kaantey bharrey raasto say


Rasul-e-Khuda, Marhaba kehte kehte

Huwey surkhuru Aap har maarke me


Fakat Rabbana, Rabbana kehte kehte

Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee se


Bhara paet shukre Khuda kehte kehte

Andhero mein hum ne kiya hay ujaala


Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehte kehte

Dille muztarib ko qaraar aagaya he


Shabo rawz Ya Mujtaba kehte kehte

Museebat kay maaro kathan manzillo se


Guzar jaoo Ya Mustafa kehte kehte
कोई सलीका है आरजू का, न बन्दगी मेरी बन्दगी है
ये सब त़ुम्हारा करम है आक़ा के बात अब तक बनी हुई है

बकसी का एहसान क्ूां उठाएां , बकसी को हालात क्ूां बताएां


त़ुम्ही ां से माांगेंगे त़ुम ही दोगे, त़ुम्हारे ही दर से लो लगी है

बशीर कबहये, नजीर कबहये, इन्हें बसराजे-म़ुनीर कबहये


जो सर बसर है कलामे-रब्बी, वो मेरे आक़ा की बजन्दगी है

अता बकया म़ुझको ददे -उल़्त, कहाां थी ये प़ुर-खता की


बक़स्मत
मैं इस करम के कहाां था क़ाबबल, हुजूर की बन्दा परवरी है

तजल्लियोां के कफील त़ुम हो, म़ुरादे -क़ल्बे खलील त़ुम हो


ख़ुदा की रोशन दलील त़ुम हो, ये सब त़ुम्हारी ही रोशनी है

यही ां है खाबलद असासे-रहमत, यही ां है खाबलद बबनाए-अजमत


नबी का इऱान बन्दगी है , नबी का इऱान बजन्दगी है

You might also like