Nothing Special   »   [go: up one dir, main page]

Hazrate Ibrahim Alaih Salam

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 3

• Hazrate Ibrahim (Alaihay Salam) ka Boot Parasti se ……….

Phir jab Suraj (sun) ko jagmagaata huwaa dekha to


Inkar Karte hue Allah ki Raah me Apna Ghar aur Rishte kahaa, “Ye mera Rab hai ?, ye bahut bada hai.” is taraha Allah
Chorrna. Subhanahu ta’ala unhe apni nishaaniyo ka mushaahidaa karwa
raha tha ya dikha raha tha, phir jab woh suraj bhi doob gayaa
………. Aziz dosto ,… aaj hum Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) to kahene lage, “Aye Meri Qoum bilaasubha mai tumhaare
ka ziqr karege. Ibrahim (Alaihay Salam) Allah ta’ala tamaam shariko se bezaar hoon, main to bas uss hi Rab
ke khaleel (dost) they. aap ko Yahoodi, Isayi (Nasara) aur ki ibaadat karta hoon, jisne Zameen aur Aasmaan ko
yahaa tak ki Makkah ke Mushriq bhi apna peshwaa (Imam) paidaa kiya aur jo saare jahaan ka Rab hai.”
mante they. lekin Allah ta’ala ne Qur’an me irshaad farmaaya
ke, “Ibrahim (Alaihay Salam), na Yahood they, na nasara
the aur na hi Mushriq they woh to Muslim the aur ek so
ho kar Ek Akele Allah ta’ala ki ibaadat karne wale they.”
Waalid ko Islam ki Dawat
………. Ek din Ibrahim (Alaihay Salam) ne apne walid se kahaa,
“Abba jaan, aap aisi cheezo ki ibaadat kyon karte ho jo na sun
Islam ya Deen-e-Mohammedi asal me Deen-e- sakti hai na dekh sakti hai aur na tumhaare kisi kaam aa sakti
Ibrahim hai. hai, Abba jaan mere paas aisa ilm aaya hai jo aap ke paas
nahi aaya, lihaaza Aap mere piche chaliye main Aap ko
………. Ibrahim (Alaihay Salam) iraq me paida huwe, unke Seeraat-e-Mustaqeem batlaawooga. Abba jaan shaitaan ki
waalid ka naam Aazar tha. dosto yahaa par thoda sa ikhtilaafat ibaadat na kijiye woh to Allah ta’ala ka nafarman hai. mujhe
hai, ke aazar, Ibrahim (Alaihay Salam) ke waleed they ya darr hai ki Allah ta’ala se aap ko sazaa milegi aur aap Shaitaan
chacha (uncle). khair, woh shaahi boot khaano ka muhaafiz ke saathi ban jaayege.”
(hifaazat karne wala) aur booto ko banaa kar becha karta tha.
………. is par unke Waalid ne kahaa, “Main to tujhe hi Gumraahi
………. Ibrahim (Alaihay Salam) ko ibtidaa (shuru) hi se boot me paata hoon, kya hum apne itne saare maaboodo (booto)
parasti se nafrat thi. ek din andheri raat me unhone ek sitaara ko chodkar, tere ek maabood (Rab) ki ibaadat kare? agar
(star) dekha to kahaa, “Kya ye mera Rab hai ?” , Phir jab woh tuney humaare ma-aboodo ki touheen ya bura bhala kahena
sitaara doob gaya to kahaa, “Main doobne wale ko pasand band na kiya tou, main tujhe Razim (dhutkarna ya sazza dena)
nahi karta.” kar doonga. ja nikal ja mere ghar se.”

………. Pir jab unhone Chaand (moon) ko dekha to kahene lage ………. Ibraahim (Alaihay Salam) ne Allah ta’ala ki raah me
“Ye mera Rab hai ?” , fir jab woh bhi doob gayaa to kahene apne ghar se nikalna bhi gawaara kar liya. lekin jaate-jaate
lage, “Agar mere Rab ne meri Rehnumaayi na ki tou apne walid se kahaa, “Main apne Rab se tumhaari bakhshish ki
main Gumraaho me se ho jaunga.” duwaa karooga, mera Rab bahut bakhashne wala aur rahim
hai.” itna kahekar Ibrahim (Alaihay Salam) apne walid ka ghar mujhe khilaata aur pilaata hai aur jab main beemaar
chodkar chale gaye. padhta hoon tou wo hi mujhe Shifaa deta hai, yahaa tak
ki wo hi mujhe maarega aur fir zindaa karega aur jis se
main ummeed rakhta hoon ki Qayamat ke din woh meri
khataaye muaf karega.”

………. Un kaafiro ne kahaa. “agar tum hamaare maboodo ki


Qoum ko Dawat-e-Islam touheen karoge aur inhe buraa bhalaa kahena band na karoge
to ye tumhe sajaa dege, aur tum par koi bhi musibat daal
………. Ibrahim (Alaihay Salam) apne walid ka ghar chodkar denge”.
Allah ta’ala ke deen ki tableeg ke liye apni qoum ke paas gaye.
unhone apni qoum ko haq ki daawat di aur unhe ek Allah
“Wahdahu la Sharikalhu” ki taraf bulaaya, lekin unki qoum ………. Ibrahim (Alaihay Salam) ne kahaa “Ye tumhaare
apni jahiliyat pe adi rahi. maabood bechaaare apne upar baithi makhkhi to bhagaa nahi
sakte, yahaa tak ki woh makhkhi agar inse koi saamaan chhin
kar le jaaye to use waapas nahi la sakte, mera kya bigaad
………. Ibrahim (Alaihay Salam) ne apni qoum se poocha “Ye lenge. Main to sirf apne Rab se darta hoon jis ke Qabza-e-
tum kiski ibaadat karte ho ?”, woh kahene lage, “hum booto ki Qudrat me meri jaan hai aur jo mera khaaliq hai.”
ibadat karte hai aur unhi ke paas baithe hai.”

………. Ibrahim (Alaihay Salam) ki tableeg ka asar unki qoum


………. Ibrahim (Alaihay Salam) ne kahaa, “Jab tum inhe par na huwaa, chand logo ko chodkar baaqi log imaan na
pukaarte ho tou ye tumhaari pukaar ka jawaab dete hai. ya laaye.
tumhe koi faayeda ya nuksaan pahoocha sakte hai.”

………. Unhone kahaa, “humne apne baap-dada ko inki pooja


karte huve dekha hai, isiliye hum bhi inki ibaadat karte hai.”

………. Ibrahim (Alaihay Salam) ne kahaa, “Tum aur


Booto ki Aazmaish
tumhaare baap-daada sab khuli gumraahi me ho, main
tumse aur tumhaare baap-daada se aur tum jis ki ………. Ek din unki Qoum Shaahi Jashn me shaamil hone ke liye
ibaadat karte ho sab se bezaar hoon. ye sab tumhe gaye. Ibrahim (Alaihay Salam) nahi gaye unhone kahaa, “Meri
Jahnnum ki tarahf le jaayege aur Allah ta’ala ke siwaaye tabiyat thodi na-saaj (kharaab) hai, isiliye main jashan me
tumhe jahannum se bachaane wala koi na milega. nahi jaunga, tum log jaao.”

………. Mera Rab saare jahaan ka malik hai, jis ne mujhe Unki qoum ne unhe piche chhorr diya. Ibrahim (Alaihay
paidaa kiya, wo hi meri rehnumayi karta hai, wo hi Salam) chupke se unke bootkhane me jaa ghuse aur ek thaali
me khaana lekar un booto se kahaa, “Lo khaana khaawo”, fir
kahaa, “tum khaate kyon nahi, kya ho gayaa hai tumhe, tum
bolte kyon nahi ?.”

………. Jab booto ki taraf se koi jawaab na aaya to Ibrahim


(Alaihay Salam) ne ek kulhaadi (Axe) se us bootkhaane me
jitne bhi boot rakhe the unko tod diya siwaaye ek bade boot
ke, aur wo kulhaadi (axe) ko us bade boot ke gale me daal
diya aur wahaa se chale gaye. jab unki qoum ke kaafir log
jashan se waapas aaye to apne booto ka ye haal dekhkar
bahut gusse (angry) me aa gaye aur kahene lage, “humaare
booto ka ye haal kisne kiya, hum usey sakht se sakht sazaa
dege.”

………. is par unme se ek ne kahaa, “Maine ibrahim ko apne


booto ke baare me bhalaa-buraa kahete suna hai. ho sakta hai
usi ne humaare booto ka ye haal kiya ho.”

………. Ibrahim (Alaihay Salam) ko wahaa par laaya gaya, unki


qoum ne unse poocha, “humaare booto ka ye haal tumne kiya
?” is par Ibrahim (Alaihay Salam) boley, “uss bade boot se
kyon nahi poochte, shaayad usi ne baaqi booto ko toda hai,
agar ye jawaab dete ho toh in hi se pooch lo.”

………. Aise me unki qoum ke paas koi jawaab na tha, unki


qoum ke logo ne kahaa, “Ye humaare boot jawaab nahi dete.”
is par Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) ne kahaa, “phir tum in
ki ibaadat (pooja) kyon karte ho?”. un ki qoum ke logo ne
kahaa, “ye kaam tum ne hi kiya hai isiliye hum tumhe iski
sazaa dege.” hum tumhare haath pair mukhalif simt se katwaa
denge ya tumhe sooli par chadha dege.”

You might also like