Nothing Special   »   [go: up one dir, main page]

Fazail e Amaal Par Aiteraazaat Ka Ilmi Jayeza PDF

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 19

Qutb.ul.Asr, Murshid-ril.

Ulama, Hazrat Aqdas Maulana


Syed Md.Ameen Shah Rahmatullaahi Alaih
Fazaael,E,Aamaal
Ialih-ur-Rehman (Ghaimuqallid ) l(a 0pention
Aur
Eteraa zaat Ka Ilm i J aaezah

TAALEEF:
Munaazir, e,Islarn, Hazt at
Maulana Md. Ilyas Ghumman Saheb
Daamat Barakatuhum,

KTIALEEFAH.E.MAJAAZ,
Aarif Billaah, Hazrat Aqdas Maulana Shah
Hakeem Md. Akhtar Saheb Daamat Barakaatuhum
Qutb.ul,Asr, Murshid.ul.Ulama, Hazrat Aqdas Maulana
Syed Md.Ameen Shah Rahmatullaahi Alaih

,;c
kilob homore yohon Urdu moe bhi dosliyob hoe.
3
Bismillaa Hirrahmaa Nirraheem
Nahmaduhu wa nusalli alaa Rasoolihil Kareem

ARZ.E.MUAttIF
Alhamdu Lillaah Shaikh ul Hadees Hazrat
@ nr RTGHTS RESERVED Maulana Zakariyya rehmatullaahi alaih [1], ki
kutub F azaael- e - Aamaal, F azaael- e - S adaqa at ko
Name of the Book Fazaael-E-Aamaal
Aur Eteraazaat Ka llmi Jaaezah
Allah Ta'ala ne sharf-e-qubooliyat se nawaaza
hae. Yeh unke ikhlaas hi ka nateejah hae ke aaj
Munaazir-e-lslam,
Hazrat Maulana Md. llyas Ghumman Sahab,
poori dunya me in kitaabon ko padla aur sunaja;
Daamat Barakatuhum r aha hae (2), Aur bi- f azhllaahi Ta' al a kai zab aano
me inke tarjume bhi ho chuke haen. Is mukhtasar
Month of lssue January 2012
risale me inkitaabonparjo beja eteraazaatkie gae
0uantity 1000 Nos haen unme se jo qaabil-e-j awaab eteraazaat the
Publisher Kaleemiya lslamic Book Store
unka mudallal jawaab dene ki saee ki gai hae.
Allah Ta'ala isko apni baargaah me qubool va
Contact 91 - 98856 55591 | 90304 74265
manzoor farmakar baais-e-hidaayat aur itmenaan
banaae..... Aameen.

(1 ) Mashhoor ghaer-muqallid aalim, Irshaad ul Haq Asari

sahib ne Hazrat Shaikh (r.a.a.) ko in alqaabaat se yaad kiya


hae. "Baqiyyatus Salaf Hujjatul Khalaf Ash-Shaikh Al-
Allaamah Muhamma d Zakarryy aAl-Kandhalwi Shaikhul
Hadees".
(Imam B ukhari p ar b aaz eter aazaat ka j aaeza, P :9 4)

(2) Iska eteraaf mashhoor ghaer-muqallid aalim, Taabish


KALEEMTTA ISIAA,IC BOOK STORE
Mahdi ko bhi hae, likhta hae: "Aap mulk ki kisi bhi masjid
-,6 a, tk t,, ;-D 4'0!1- oF, 13,-()h v.u,< Jf ,k\,&y j;
| me chale jaaen wahaan log aap ko subah va shaam
# 1 1-6-392 to 3971A/A7, lsr floor Rahman Complex, ()pp Himalaya Book Dopot, TableeghiNisaab hi ki tilaawatkarte hue milenge"
Yousulain X Road, Nampally, Hyderabad-500001, A.P. lNDlA. (TableeghiNisaab ek mutaalea, P: 1 5)
4 5
ETEBAAZ: beemaari bhi aesi jiska taalluq dimaagh ke saath
Fazaael-e-Aamaal us waqt likhi gai jab Shaikh ul tha haalaanke aesa nahi.
Hadees sahib rehmatullaahi alaih ko Doctoron ne Hazratshaikh (rh) ka dimaagh bilkul tandrust aur
dimaaghi kaam se rok diya tha. Hazrat Shaikh (rh) sahi saalim tha, beemaari kuch aur thi jiski taraf
khud likhte haen:- Hazrat Shaikh (rh) ki apni yeh rbaarat"ekmaraz
"Safar 1357 Hijri me ek maraz ki vajah se chand ki vajah se" waazeh ishaarah kar rahi hae. Ab voh
roz ke liye dimaaghi kaam se rok diya tha to marazkaon sa tha, Hazrat Shaikh (rh) khud uski
mujhe khayaal hua ke in khaali aryaamko is baa- wazaahatfarmaate haen ke voh nakseer kamaraz
barkat mashghal eme guzaar doon". tha, Dekhie : (Aap Beeti: 17611). Kutub-e-Fazaael par
(F azaael- e-Aamaal,P : 8, Ris alah Hikaayat- e-S ahaaba [Rz] ). ishkaalaat aur unke j awa abaat,P :25)
JAWAAB: Motarrz se ham poochhte haen ke Risaalah
Motariz ne dajl va fareb se kaam lete hue is Hikaayat-e-Sahaaba (r)" me kaon si aesi baathae
mazkoarah rbaarat ko poori kitaab par chaspaan jo Quran va Sunnat ke khilaaf hae, agar voh koi
karne ki naakaam koshish ki hae, haalaanke aesi baat saabit nahi kar saktajo Quran wa Sunnat
Fazaael eAamaal mukhtalifrasaael ka majmooah ke khilaaf ho to phir voh hamaare Shaik (rh) ki
hae aur yeh rasaael mukhtalif awqaat me likhe karaamat ka eteiaaf kare, ke unhon e haalaat-e-
gae, masalan:- beemaari me itna umdah risaala likha hae, agar
tandrusthote to phirkaesa likhte.
Hikaayat-e-Sahaaba(r). Shawwaal 1358 Hrjri
iltz \lv:x
Fazaael-e-Quran Zilhrljah 1348 Hijri L(

Fazaael-e-Namaaz Muharram 1358 Hijri ETEBAAZ


Fazaael-e-Zrfu Shawwaal 1358 Hijri F azaael-e-Aamaal aur F azaael-e-Sadaqaat me
Fazaael-e-Tableegh Safar 1350Hijri kuch hadeesen aesi bhi haen jinkaHazrat Shaikh
Fazaael-e-Ramazan Ramazan l349Hijri (rh) ne koi hawaala pesh nahi kiya, aur jo hadees
baghaer hawaale ke ho, vo mazboot nahi hoti.
Hazrat Shaikh (rh) ne beemaari ki haalat me sirf JAWAAB
risaalah "Hikaayat-e-Sahuaba" likha tha. Baaqi 5 iskajawa abHizratshaikh (rh) ne khud 'iFazaael-
rasaael haalat-e-sehat me'likhe the. Lekin motariz e-Quran" ke shuru me tahreer kiya hae, likhte
ne dajl wa fareb ka muzaahera karte hue yeh haen.
saabit karne ki koshish ki hae ke tamaam rasaael "Is jagah ekzaroori amrpar mutanabbe karna bhi
haalat-e-beemaari me likhe gae haen aur laa budda hae, voh yeh ke mae ne ahadees ka
6 7
(Mirqaat, Sharah Mishkaat, 6015, Li Mulla Ali
hawaale dene me Mishkaat, Tanqeeh ur Ruwaat, eaari
Hanafi [rh], Haashiyah Mishkaat,p..l97, Al-Isaabah Li
Mirqaat aurAhyaa ul uloom ki sharah aur Munziri Ibn HajarAsqalaani [rh], 359/1 ).
ki Targheeb par etemaad kiya hae, aur kasrat se un Lehaaza Hazrat Shaikh [rh] ke kalaam me kisi
se liya hae. Is liye unke hawaale ki zaroorat nahi qism ka koi tazaadnahi hae.
s amj hi, alb atta unke alaaw ahkahe en s e liya hae to

uska hawaala naql kar diya hae". ETEBAAZ


(F azaael- e -Aamaal, P : 2 0 8) Fazaael-e-Aamaal aur Fazaael-e-Sadaqaat me
Hazrat Shaikh (rh) ki lbaaratbilkul waazehhae ke kuch ahadees zaeef bhi haen.
eteraaz karne waalon ko jis hadees ka hawaalana JAWAAB
mile voh in mazkoorah 5 kitaabon taraf ki Muhaddiseen ka usool hae ke zaeef hadees
muraajiat karen, agar voh hadees wahaan na mile fazaaelme motab arhae.
to phir Hazrat Shaikh Gh) ko
qusoorwaar * Imam Navavi Shaafai [rh], Shaareh Muslim
thehraaen warna beja eteraazaat se gurez karen farmaatehaen: Muhaddiseen aur Fuqaha aurunke
kyunke bej a etera azaat karna akhlaaq- e-hasanah alaawahUlama ne farmaayahae ke zaeef had,ees
kernunaafihaen. par amal karna fazaael aur targheeb aur tarheeb
me jaaez aur mustahab hae jabke vo hadees man-
ETEBAAZ ghadatnaho.
Hazrat Shaikh (rh) ne Hazrat llanzalah (rz) ke
waaqtaat me tazaadbayaan kiya hae. Ek waaqie lsi usoo! ko mundariiah.zael hazraat bhi Iikhte haen
me Hazrat Hanzalah (rz) ke beewi bachchon ka MullaAli Qaari Hanafi (rh)
zikr hae aur doosre waaqie me zil<r hae ke nai (Mao zo o aat- e -Kab e er, P : 5 aur Sh arhun Ni qaay ah: 9 II )
shaadi hui thi, ghusl-e-janaabat bhi na kar paae Imam HaakimAbuAbdullah Naishapuri (rh)
the ke shaheedho gae. (Mustadrak Haakim: 490I l)
JAWAAB Allaamah Sakhaawi (rh) (Al-eaul ul Badee, p: 196)
Eteraaz karne waalon ka mutaalea satahi hae, Haftz Ibn Taimiyah Hanbali (rh) (F ataawa: 39 I t)
unko yeh nahi pata ke ek naam ke bohat saare log Ghaer-Muqallideen banaam Ahl.e-Hadees hazraat bhi
hote haen, asl me Hanzalah (rz) 2 haen, ek isi usoolse muttafiq haen.
Hanzalah ibnur Rabee (rz) jo kaatib-e-wahi the *Chunaanche Shaikh ul Kul
Miyan Nazeer Hussain
aur doosreHanzalah ibn Maalik (rz) haen jin ko s ahib D ehalvi (rh). (Fataawa Nazeeriya ah:26 5 I t)

farishton ne ghusl diya tha. Dekhie : * Nawab SiddiqHasanKhan


sahib [rh].
(Daleel ut Taalib alalmataalib: p.889)
8
(inka shumaar ghaer-muqallideen ke akaabir me na kar saken aur jo baaten awaam ke mutaalliqa
theen, unko Hazratshaikh (rh) ne Urdu me likha
hota hae ba-hawaala "Aap ke masaael aur unka
taake kisi ko samajhne me diqqat na pesh aae aur
hal, Quran wa Sunnat ki raoshni me".
(taaleef Mubashir Ahmad Rabbaani: l8l 12) yeh bhi zehan-nasheen rakhe n ke Hazr at S haikh (rh)
* Maulana Sana ullahAmritsari
[rh]. ki mazkoorah-baala ibaarat se yeh mafhoom bhi
(Akhbaar ul Hadees, I 5 Shawwaal, l346Hijri) nikalta hae ke Hazrat Shaikh (rh) ne sirfmaamooli
* HafrzMd.Lakhwi [rh]. (Ahwa0.al ulAkhras:6) zof waaii ginti ki chand iwaayaatnaql ki haen.
* MaulanaAbdullah Ropadi sahib [rh]. a/..\r-..\La.\
x-.-4N..-4N..,
(Fataawa Ahl-e-Hadee s :47 3I 2)

Hazrat Shaikh [rhl bhi isi usool ko Aur uska Mufassal Jawaab
tahreer farmaate haen Huzoor-e-Aqdas (saws) ka irshaad hae ke Hazrat
"Akheer me is amr par tambeeh bhi zaroori hae ke Adam
hazr aat- e -muhaddi s e en [rz] aj ma a e en ke nazde ek (f is ki
fazaael ki riwaayaat me tawasso hae aur har va
maamooli zof qaabil-e-tasaamoh (hae), baaqi the), ek martaba aasmaan ki taraf munh kiya aur
Sufiah Kiraam trh] ke waaqiaat to tareekhi arzkiyaYaAllah! Muhammad (saws) ke waseele
haesiyat rakhte hi haen aur zaaher hae tareekh ka se tujh se maghfirut chaahta hoon; wahi naazil hui
darjahadees ke darj e se kaheen kam hae". ke Muhammad kaon haen? (in ke waaste se tum
(F azaael-e-Aamaal: p.384, Risaalah Fazaael-e-Namaz,
ne istighfaar ki); arz kiya ke jab aap ne mujhe
Baab 3, Nahwahu, Kutub-e-Fazaael par ishkaalaat aur
paeda kiya tha to mae ne arsh par likha hua dekha
unke j awaab No. 65, F azaael-e-Durood, p. 5 6)
NOTE
tha Laa llaaha Illallaah, Muhamma dur
Rasoolullaah, to mae samajh gaya tha ke
Hazrat Shaikh (rh) ne agar koi zaeef hadees naql
Muhammad (saws) se oonchi hasti koi nahi hae jis
bhi ki hae to uske naql karne ke baad Arabi me
ka naam aap ne apne naam ke saath ral<ha; *inl
saath hi likh diya hae ke yeh hadees zaeef hae,
Hazrat Shaikh (rh) ne to badi hikmat aur baseerat
naazi Nabiyyeen (saws)
se kaam liya hae, is liye ke kisi hadees ko sahih ya
haen, haen, agar voh na
zaeef kehna, yeh fan Ulama ke mutaalliq hae,
hote t te.
(Akhrajahu At-Tabraani fis Sagheer, wa Al-Haakim wa
Hazrat Shaikh (rh) ne (is ka kaam usi ko saajhe) Abu Nayeem, wa Al-Baihaqi kilaahuma fi Ad-Dalaail wa
par amal karte hue is ko Arabi me likha taake Ibn Asaakir fi Durr wa fi Majmaiz Zavaaid,, kaza
awaam-un-naas is behas me dakhal-andaazi fi F azaall-e -Aarnaal, p 49 7 )
.
ETERAAZ KI SHIOO.E.AWWAI Aadam [a.s] koAllah Ta'ala ne chand kalimaat ata
Yeh riwaay atzaeefbalke maozoo (man-ghadat) hae. kie, is ka eteraaf motaruz ko bhi hai, chand
JAWAAB kalirnaat ka ata hona yeh nemathae,basa awqaat
Yeh riwaayat maozoo hae, is ko to ham tasleem nahi nematkisi arnal ke badle rne miltihae.
karte, baaqi raha ke yeh riwaayat zaeef hae to yeh Sawaal yeh hae ke yeh nemat HazratAdam [a.s]
zof aesa nahi ke is riwaayat ko fazaael me bhi zikr ko kis amal ke badle me mili, is baare me Quran-
na kiya jaae jabke mundarijah zaelrJlama-e-Kiram e-Kareem me koi saraahat nahi albatta is hadees
ne is hadees to qaabil-e-hujjat qataar diya hae.
me us amal kt wazaahat hae ke Hazrat Aadarn
Mundariiah zael Muhaddiseen'e'Kiraam ne [a.s] ne (rone dhone aur taubah istighfaar) ke
is riwaavat ko sahih likha hae saath saath Fluzoor (saws) ka waseelah bhi diya to
* Allaamah Qastalaani (rh). phir Aliah Ta'aIa ne chand kalimaat ata kie jin ko
(A1-Mawaahib-ul-Ladunniah, 5| 2)5I unhone padha to Allah Ta'ala ne un ki tauba ko
*ImamBaihaqi[rh]. (Dalaail-un-Nubuwwah) qubool kar liya, to saabit hua ke yeh hadees Quran
* ImamHaakim[rh]. (MustadrakHaakim) ke khilaaf nahi balke Quran ki tafseer hae. Allah
*Allaamah Sabaki [rh]. (Shifaus Siqaam) Ta'ala sab ko fahm-e-saleem ata farmaae
(B a haw'aalah Tahqeeq Maslah-e-Tawassul, p. 66) (Aameen sumlna aameen).
ETEBAAZ KI SHIOO.E-SAANI
(Mulakhkhas az Tafseer Fathul Azeez'. 183/1, Li Shah
Abdul Azeez Muhaddis Dehlwi [rh]).
"Yeh hadees Quran ke khilaaf hae"Quran-e-
Kareem se saabit hae ke Hazrat Aadam alaihis
salaam ko Allah Ta'ala ki taraf se chand kalimaat
ata kie gae jin ko unhone padha to Allah ne unki 'Iafseer Durr-e-mansoor Liss uyuti,
taub ah qub o o 1 kar liya ( Suratul B aqar ah,Ayat No. 3 7), Tafseer-e-Haqqi,
aur is hadees se saabit hota hae keHaztatAadam Tafseer-e- Saal abi Li Abi zaidAbur Rahman
alaihis salaamne Huzoor (saws) kawaseelah diya mohammed rnaqloof [rh].
to phir unki taubah qubool hui. Lehaaza yeh
hadees Quran ke khilaafhae. TANBEEH
JAWAAB Asl me is \adees par eteraaz Waseele ki wajah se
Quran-e-Kareem ko samajhne ke lie hamHaztat kiya gaya hae. Lehaaza Mukhtasaran Waseele ki
Muhammad Mustafa (saws) ke mohtaaj haen aur haqeeqat bhi darj ki j aati hae.
Aap(saws) ka farmaan Quran ke khilaaf nahi ho ,a .\1 t/-..\ 12,r.:{
1^,.ll
sakta balke Quran ki tafseer hota hae. Haztat
dJ
^1Z
t2 13

Waseelah biz.zaat ka Hukm


Waseelah Aur uski Haqeeqat

B!I. AMA!.IS SAATIH


Hazraat Ambiya alaihimus salaam aur aulia-e-
Kisi nek amal ka waseelah dena izaam aur sulaha-e-kiraam ke waseele se Allah
Yeh waseelah bil-ittefaaq ja aez hae. Ta'ala se dua maangna shar'an jaaez, balke
qubooliyat-e-dua ka zaria hone ki vajah se
Is ki daleel: Dunya me maojood Us shakhsiyat ka
Hadees-e-Ghaar. shakhsiyat ka waseelah dena jo
mustahsan aur afzal hae. Quran-e-Majeed ke
Bani Israaeel ke 3 waseela dena: dunya me maojood ishaaraat, ahadees-e-mubaarakah ki tasreehaat
aadmi ghaar me Waseele ki yeh nahi: aur jamhoor-e-ah1-e-sunnat wal jamaat
daakhil hue. Ghaar soorat hi bil-ittefaaq Waseele ki is khusoosan akaabireen-e-Ulama-e-Deoband ki
ka munh chataan jaaezhae. soorat ka inkaar ba
girne se band ho Daleel: qaol Allaamah Taj
ibaaraat se is qism ka tawassul bila-shubha saabit
gaya. Teeno ne HazratUmarfrz) ne uddin Sabaki hae aur tawassul ko muassir-e-haqeeqi bhi na
apne apne amal ka Hazrat Abbas [rz] Shaafai samjha jaae ke is ke baghaer dua qubool hi nahi
waseelah diya aur ka waseelah diya. rehmatullaahi alaih
Allah Ta'ala ne (Bukhari:137l1)
hoti. Baaqi Tawassul ka yeh matlab bhi nahi ke
ke sirf Hafiz Ibn
unko us museebat HazratAmeer Taimiyah [rh] ne ambia alaihimus salaam aur aulia-e-kiraai
se najaat di. Muaaviyah [rz] ne kiya hae, vo rahimahumullaah se apni haajaten maangi jaaen
Yazeed ibnAl- farmaate haen: aur un se istighaasah aur faryaad ki jaae jaesa ke
(Bukhari:883/2, AswadAl-Jurashi Tawassul ka inkaar
Muslim: 35312) ka waseelah diya salaf wa,khalaf me
baaz jaahel logon ka tareeqa hae kymke yeh
(ba hawaala se kisi ne nahi kiya waaqai shirkhae auris se ehteraazzaroorihae.
Ziyaarafil Quboor siwaae Ibn
wal Istinjaad bil Taimiyah ke (ba
Waseelah biz.zaat ki Haqeeqat
Quboor Li Ibn hawaala Shaami:
Taimiyah, p.113, 35015. nahwahu az Hazrat Maulana Ashraf alithaanwi rh
Al-Bidaayah wa shifa-us-
An-Nihaayah Li Ibn siqam:120, Roohul
Tawassul ki haqeeqat yeh hae ke Ae Allah! falaan
Kaseer frhl:32418, ma'ani: 12616).
Mukhtasar ul shakhs mere nazdeek aap ka maqbool hae aur
FataawaAl- maqbooleen se mohabbat rakhne par aap ka
Misriyyah Lil waada-e-mohabbat hae Al-Marru ma'a man ahabb,
Allaamah
pas mae aap se us rehmat ko maangta hoon. Pas
Badruddin Baali
[rh], p.196)
tawassul me yeh shakhs apni mohabbat ko
t4 l5
Aulia- Allah ke saath zaaher karke us mohabbat
par rehmat wa sawaab maangta hae aur
Tafseer me likhlq hael
mohabbat-e-Auiia-A11ah ka mooj ib-e-rehmat aur
sawaab hona nusoos se saabit hae. (Anfaas-e-Eesa
ba hawaalah tahqeeq maslah-e-tawassul: p.7)
Aap (saws) ki be'sat pehle Yahood kaafiron ke
se
Neez farunaate haen: "Was saalisu dua ullaahi bi khilaafAllah Ta'ala se madad maangte the aur yeh
barakati haazal Makhlooqil-Maqbooli wa haaza kehte the ke Ae Allah! hamaan madad kar
qad jawwazahul Jamhoor'..... Aur Tawassul ki dushman ke khilaaf aakhri Nabi (saws) ke waaste
teesri soorat yeh hae ke kisi makhlooq ki barkat ke se. ... (Tafseer Jalaalarn,p.l2)

saath Allah Ta'ala se maange aur ise jamhoor-e-


Ulama-e-Kiraam ne jaaez qaraat diya h ae. "
(Bawaadirun Nawaadir, p.7 6l)
* TafseerKabeer :1 80/3
* Tafseer Ibn Jareer Tabari : 455 I I
uska Waseelah dena Jaaez hone ki Daleel 0uran-e.kareem se * TafseerBaghawi: 58/l
* Tafseer
Qurtubi :27 12
"Aur jab pohnchi un ke paas kitaab Allah Ta'ala ki * TafseerAl-Bahrul Muheet : 303 I I
taraf se, jo sachchaai bataatihae us kitaab ko jo un * Tafseer Ibn Kaseer : l24l I
ke paas hae aur pehle se fatah maangte the * TafseerAbis Saood :12817
kaafironpar . . . (Suratul Baqarah, ayatNo.S9) * TafseerMazhari.9417
* Tafseer Roohul Ma'ani :3 19 I I
Hazrat Allaamah Sved Mahmood Aalosi lrhl, * TafseerlbnAbbas (raziallahu anhu) : p.13
* TafseerKhaazin:6411
* Tafseer M adaarlk :32 I I
Yeh aayat-e-kareemah Banu Quraizah aur Banu * TafseerDurre Mansoor :88/1
Nazeer ke baare me naazil hui hae voh Aus aur * Tafseer Tabseer ur RahmanArabi: 521 I
Khazraj ke khilaaf Aanhazrat (saws) ki be'sat se * Tafseer SafwatutTafaaseer :7711
pehle Aap (saws) ke waseele se fatah talab kiya * TafseerAzeezi :p.329
karte the jaesa ke Hazrat Ibn Abbas lrz] aur * Tafseer Mauzihul
Qulan : p. 15
Qataadah rehmatullahi alaih farmaate haen. * Tafseer Ma'ariful
(Tafseer Roohul Ma'ani: 3201l) Quranaz: 17 7 I I
azMaulana Md.Idrees sahib Kandhalwi [rh]
16 17
* Tafseer Jawaahirul
Quran az Maulana Ghulam wazl karo, phir masjid me jaakar 2 rakatpadho,
ullah Khan sahib [rh] : p.49 phirkaho aeAllah! Mae tujh se sawaal kartahoon
* Al-Manhatul
Wahabiyyah liAllaamah Daud ibn aur Hazrat Muhammad (saws) ke waseele se teri
Sulaiman al-Baghdadi Al-Hanafi [rh]: p.3 1 taraf mutawajjeh hota hoon jo Nabi ur Rehmah
Tanbeeh haen. Isi riwaayat ke aakhir me is ki tasreeh hae ke
Us iqh me yeh likha hae ke A11 ah T a' ala aur
o o l- e -F
us shakhs ne aesa hi kiya aur dua ki barkat se
Janab Rasool-e-Kareem (saws) agar pehle logon Hazrat Osm ibnAffaan lrz]neus ki taazeemva
ki shariaton ko bila inkaar ke bayaankaren to woh takreem bhi ki aur us ka kaam bhi poora kar diya.
(Mojam Sagheerwa Shifaus Siqaam, p.I24,125 waWafa
ham par bhi laazim haen. . (Noorul Anwaar : p.2l 6).
ulWafa: 420,42112).
(is zaabte ko muallif Taskeenul Quloob ne p.i76
me aur muallif Nidae Haq ne p.101 par tasleem * Imam Tabraani
kiyahae) [rh] farmaate haen Walhadeesu
Sahih, ke yeh hadees-e-sahih hae.
Tanbeeh (Mojam Sagheer: p.10a)
Huzoor (saws) dunya me maojood nahi the, * Allaamah Munziri rehmatullaahi alaih bhi unki
Yahood ne aap ka waseelah diya jis ko Allah taaeed karte haen. (At-Targheeb wat Tarh eeb: 24211)
Ta'ala ne bila nakeer zllr;r kiya aur Rasool-e- * Allaamah Ibn Hajar Makki
[rh] farmaate haen:
Kareem (saws) se bhi is waseele ka kaheen radd Rawaahu At-Tabraani Bi Sanadi Jayyid.
manqool nahi, lehaazaHuzur (saws) ab bhi dunya (Haashiyah Ibn-e-Hajar Makki [rh]
'aial
Eezaahi fi
me maojood nahi haen, Iehaaza is aayat ki roo se Manaasikil Haj Lin Nawawi: p.500, taba' Misr)
Aap (saws) kawaseela dena ab bhi jaaezhae.
Hazrat Maulana Ashraf Ali Thaanwi lrhl
Hazrat 0sman ibn-e-haneef [rzlse Waseele ka Jawaaz is riwaavat ko naql karne ke haad likhte haen

Ek shakhsHazrat Usman ibn Affaan [rz] ke paas Is se tawassul baadal wafaat bhi saabit hua aur
alaawah suboot bir riwaayah ke diraayatan bhi
ek zaroori kaam ke silsile me aaya jaayakartatha
saabit hae kyunke riwaayat awwal ke zael me jo
arn Hazrat Osman lrrl (ghaaliban ba wajhe
tawassul kahaasil bayaankiyagayahae voh dono
masroofiyat) na to uski. taraf tawajjoh farmaate
haalaton me mushtarak hae. (Nashrut-teeb: p. 1253)
alar na uski haajat baraari karte. Voh shakhs
(Isi tarah ka maftroom Shifa us Siqaam Lis Sabaki: p.125
Osman ibn Haneef lrz] se mila aurus ki shikaayat me aur Wafa ul Wafa Lil S amhoodi lrh): 420I 2 me bhi hae).
ki to unhone farmaaya ke wazu ki jagah jaao aur
Mundariiah zael Ulama-e-Kiraam hhi is waseele ko bi Ibnul Haaj Al-Mutawaffi lrhl,737 Hijri.
(Madkhal: 25 5 I 7,Taba' Misr);
iaaez qar4ar dete haen
aurAtlaarnah Ibn Haj ar Makki [rh]
*Allaamah Syed Samhoodi [rh], (Haashiyah Ibn Hajar Makki alal Eezaahi fi Manaasikil
WafaulWafa:42212 Hajj lin Nawawi: p.500 taba' Misr);
*AllaamahTaj uddin Sabaki Shaafai [rh], aur Allaamah Aalosi [rh] (Roohul Ma'ani 12.816) me
Shifaus Siqaam: p.124 is ki saraah at fartrraate haen.
* AllaamahAaloosi Hanafi
[rh],
Roohul Ma'ani:12816 flazr-althaauuiftI]
* Shah Wali ullah Muhaddis Dehalwi
[rh], Wa
Hujj atullaahil B aali ghah
* Shah Md.Ishaq Muhaddis Dehalwi Is hadees se ghaer-Nabi ke saath bhi tawassul
[rh],
Miatu Masaail: p.35 jaaez nikla, jabke is ko Nabi (saws) se koi taalluq
* ShahMd.Ismail Shaheed ka, ya
[rh], ho qaraabat-e-hissiyyah qaraabat-e-
Taqwiatul Eemaan: p.95 maanawiyyah ka, to tawassul bin Nabi (saws) ki 1
* MaulanaAbdul Hai Lakhnawi
[rh], soorat yeh bhi nikli aur ahle-fahm ne kaha hae ke
MajmooaFataawa:2313
* MaulanaHussainAli sahib is par mutanabbeh karne ke liye Sayyiduna Umar
[rh],
Balaghatul Hairaan: p.354 lrz] ne Hazrat Abbas [rz] se tawassul kiya hae, na
* Mufti Azeez ur Rehman is liye ke paeghambar (saws) se wafaat ke baad
[rh],
Fataawa Daarul Uloom : 431, 423, 424, 441 I 5 tawassul jaaez,nathajabke doosri riwaayat se is
* Maulana Rasheed Ahmed Gangohi ka jawaaz saabit hae aur choonke is tawassul par
[rh],
Fataawa Rasheediah: 78/1
il
kisi sahaabi se nakeer manqool nahi, is liye is me
* Maulana Mufti Md. Shafi salnib l " ij maa" ke maana aa gae. (Nashrut Teeb : p. 3 02, 3 03)
[rh],
Ma'ariful Quran: 42, 441 I
* Akaabir Ulama-e-Deoband
[rh],
AlmahnadalalMafnad
* Muhaddis-e-Kabeer Allaamah Zafar Ahmad
TANBEEH Usmani [rh], (tmdad ul Ehkaam: 4ll l)
Jis tarahAanhazrat (saws) ka tawassui dena jaaez * Maulana Mufti Mahmood Hasan Gangohi
[rh],
hae isi tarahsaaliheen ka iawassul dena bhi jaaez (Fataawa Mahmoodiyah: 136, I37 I 5)
hae, chunaanche Imam Abu Abdullah Md. Ibn * Maulana Khaer Md. Jalandhari [rh],
Md. Al-Abdari Al-Faasi Al-Maaliki Ash-Shaheer (Khaerul Fataawa: 1 98/1)
21

lmam ul munaazireen hazrat maulana md.ameen mae ne jawaab me kaha: Teri aur mert2rakatento
aukaadawi [rhl ka ek waaqiyah hon Allah ko pyaari, anr Allah ke Nabi (saws)
Allah ko pyaare nahi, ajeeb baat hae, phir woh
Mae jin dino Umrah par gayato mae wahaan dua chala gay a. (Mulakhkhas Yaadgaar Khutbaat)
maang raha tha ke ae Allah! Apne Nabi-e-Paak
(saws) ke waseele se meri dua qubool farma, to I ETEBAAZ
sip aahi (shurtah) wahaan kh ada tha, to woh muj he Fazaael-e-Aamaal ke p.96 parHazrat Shaikh [rh]
kehne laga: shirk, shirk. Mae ne kaha ke Laisa bi ne Ek aesa waaqiyah naql kiya hae jis se Aal-e-
shirk - Tawassul, yeh shirk nahi hae balke Rasool (saws) ki tanqees laazim aati hae. Voh
waseelah hae. Us ne jawaab me kaha: Tawassul aese ke HazratAli [rz] ka jannati hona yaqeeni
amalon ke saath hota hae, kisizaatke saath nah1 aur qatai hae aur voh ashrah-e-mubashsharah me
ya'ni koi nek amal karke dua maango ke yaa se haen. Jab Hajjaaj ibn Yousuf ne Sayeed ibn
Allah! Is nek amal ki barkat se meri dua qubool Jubair rehmatullaahi alaih se poochha ke Hazrat
farma, Laa Biz-zaat, ya'ani zaat se nahi ke yaa Ali [rz] jannatme haen ya jahanrram me, to is par
Allah! Is wali ki barkat se meri dua quboolfarma - Sayeed ibn Jubair [rh] ne farmaaya ke agar mae
saath hi woh kehne lagaAl-aamaal mehboob, laa jannatme jaa kar dekh loon aur jahannam me jaa .

zaat, Aamaal Allah ko pyaare haen, zaat Allah ko kar dekh loon to phir bata sakta hoon. Lehaaza jts
pyaari nahi. Mae ne jawaab me kaha: kajannati honayaqeeni hae us ke baare me kie gae
Yuhibbuhum wa yuhibboonah (Al-Aayah), sawaal par in mazkoorah alfaaz se jawaab dene se
ZawaatuLaa Aamaalu, ke Allah Ta'ala to yoon Aal- e -Rasool ( s aws) ki tanqe es laazim aatrhae .
farmaatahae keyehmujh se mohabbatkarle haen JAWAAB
aurmaeun se mohabbatkartahoon, is aayatme to Hazrat Sayeed ibn Jubair [rh] haalat-e-izteraarr
dono taraf zaathae. To us ne kaha ke zaatpyaart me the, Hajjaaj ibn Yousuf chaah ruha tha ke kisi
nahi hoti. Achha un logon me yeh hae ke voh tareeqe se mae in ko phansaaoon aur jallaad ko
Quran sun kar khaamoosh ho jaate haen, chala hukm doon ke voh unko qatl kar de. Hajjaaj ibn
geya, khaamoosh ho gaya, phir jab jaarahatha, Yousuf choonke Hazrat Ali [rz] se bughz rakhta
mae ne aawaaz di, mae ne poochha: Bhai mae tha, lehaaza rts ne Hazr at S aye e d ibn Jub air [rh] s e
kaon sa amal karke waseelah karoon? To us ne aesa sawaal kiya jis se voh phanse, taake mujhe
jawaab diya: Pehle 2 rakat nafil padho phir dua maoqa mil jaae unko qatl karwaane ka. Isi wajah
maango aur tawassul karo, ke yaa Allah! in 2 se Hazrat Sayeed ibn Jubair [rh] bade ahsan
rakaton ke waseele se meri dua qubool farma, to tareeqe se sawaalaat ke j aw aabaatde rahe the.
zz 23
maaboodeen-e-baatilah ke haq me ache alfaaz
Hazrat Sayeed ibn Jubair [rh] ne jawaab me na
istemaal na kie. Aap (saws) ne farmaaya: Ae
kufr ekhtiyaar krya aur na hi jhoot bola aur na hi
taoriyah ekhtiyaar kiya, balke sirf jawaab ka Ammaar! Dil ki kya kaefiyat thi? Arz ki: Dil
eemaan par mutmain hae. Sarwar-e-kaainaat
andaazbadla,jaesa ke Hazrat Musa (u.s.) se jab
(saws) ne nihaayat shafqat ke saath Hazrat
Firawn ne poochha ke pehli naafarmaan qaomo
ka kya anjaam hua? Iska saafjawaab to yeh tha ko
Ammaar [rz] ki aankhon se aansuon ke khatre
ponchhe. Farmaaya: Kuch mvzaaeqa nahi. Agar
voh jahannam me haen, lekin Hazrat Musa (a.s.)
yeh phir bhi aesa hi karen to tum bhi aesa hi kar
choonke haalat-e-iz,teruari me the, lehaaza
lena, Is ke baad Quran-e-Kareem ki yeh aayat
unhone sirfj awaab ka andaazbadla, taake Firawn
naazil hui jis ka tarjumahae:- Jo shakhs eemaan
ko kisi qismka maoqanamilebaatko tool dene ka
laane ke baad khuda ka inkaar kare magar voh jo
aur na hi unko qatl karne ka. To HazratMusa (a.s.)
majaboor kiya gaya ho aur us ka dil eemaan se
ne jawaab me farmaaya ke uska ilm mere Rab ke
mutmain hae" (ya'ni us se koi muaakhizah nahr).
paas hae. Bilkul isi tarah HazratSayeed ibn Jubair
(Surah An-Nahl, ayat 14 :Maakhooz az Tabaqaat rbn
[rh] ne bhi sirf jawaab ka andaaz badla hae. S ayeed rehmatullaahi alaih).
Lehaza is se Aal-e-Rasool (saws) ki kisi qism ki ETEBAAZ
koi tanqee slaazimnaht aatr. Hazrat Shaikh [rh] ne baaz Sahaba (rz) ki taraf
Nabi-e-Paak (saws) ke khoon peene ki nisbat ki
Haalat-e-Ezteraar me to hae haalaanke khoon naap aak hae !
JAWAAB
Hazrat Shaikh [rh] ne Fazaael-e-Aamaal p.188
Hazrat Ammaar ibn Yaasir lrrl ko Ek din par Hazrat Abdullah ibn Zubatr lrz) aw Hazrat
mushrikeen-e-Arab ne is qadr paani me ghote die
ke bilkul badhawaas ho gae aur mushrikeen-e- Maalik ibn Sinaanlrzl ka vaaqiah naql kiya hae
jis me rtnhazraat ka Huzoor (saws) ke khoon-e-
Arab ne jo kuch chaaha, un se iqraar kara liya.
mubaarakko peene ka zikrhae.
Hazrat Ammaar ki jab un se jaan chhoot gai to
darbaar-e-nubuwwatme haazirhue to aankhon se PEHI.IBAAT
aansu jaari the. Aanhazrat (saws) ne poochha: Pehli baat to is jagah par qaabil-e-tahqeeq yeh hae
Ammaar! Kya khabar hae? Arz ki: Yaa ke aaya yeh vaaqiaat mustanad bhi haen ya nahi?
Rasoolallaah (saws)! nihaayat hi buri khabar hae, JAWAAB
haj meri jaanus waqttakna chhooti jab takke mae To is ka jawaab yeh hae ke yeh vaaqiaatmustanad
ne Aap (saws) ki shaan me bure alfaaz aur in ke haen aur motabar kutub ke andar maoj ood haen.

il
24 25
llazrat Abdullah ibn Auhair [Bz] ka Aanhazrat {saws} iq1q
*AllaamahAli Muttaqi Hanafi [rh] is riwaayat ko
khoon Deene ka waaoiah Mundariiah zae! kutub me hae naql karne ke baad likhte haen: Is riwaayat ke
* Mustadrak Haakim : 55313 tamaamraawi siqah haen. (Kanzul Um maal: 469 I 13)

* Sunanul Kubra Lil Baihaqi : 67 17


* S iyar Aalaamun N ablaLiz Zahabi: 3 6 6 I 3 Hazrat maalik ibn sinaan lrzl ka aanhazrat (sawsl ke
* Maj mau z Zav aardba riwaayat Tabraani khoon peene ka waaqiah mundariiah zael kutuh me hae

waBazzaar:27018 * Hafrz Ibn Hajar Asqalaani Ash-Shaafai [rh] ne


* Kanzul Umrnaal b ariwaayatlbn-e-Asa akir 4691 13 yeh waaqiah Ibn Abi Aasim, Baghawi, Sahih
*Al-KhasaaisulKubral is Siyooti [rh]: 25212 Ibnus Sakan aur Sunan Sayeed ibn Mansoor ke
* Al-Isaabah ba riwaayatAbi Ya'la wal Baihaqi hawaale se bhi naql kiya hae. (Al-Isaabah: 32513,
fidDalaail:31012 taba'Misr)
* HulyatulAuliya: 33011 Yahi waaqiah kitaab "Mukhtasar Seerat-e-
* HaaftzNooruddinAl-Haisami Rasool, Muallifah Ibn Abdul Wahhaab Najadi:
[rh] is waaqie ko
Huzoor (saws) ki khusoosiyat ke baare me naql p.402" par bhi maojood hae.
karne ke baad likhte haen:- "Yeh Tabraani [rh] aur Is kitaab ka naashir ghaer-muqallideen ka
Bazzaar ki riwaayat hae aur Musnad-e-Bazzaar mashhoor madrasa Jamiatul Uloom Al-Asariyyah
ke tamaam raawi sahih ke raawi haen, siwaae Jehlamhae.
HunaidibnulQasim [rh] ke auryehbhi siqahhae.
(Majmatz Zav aaid: 27 0 I 8) Khulaasah-e-kalaam
* Imam Baihaqi rehmatullaahi alaih farmaate Dono waaqiaat mustanad haen aur akaabir-e-
haen ke Hazrat Abdullah ibn Zubatr lrzl ka Ulama-e-kiraam ne in ko riwaayat kiya hae.
Huzoor (saws) ke khoon ko peena, yeh waaqiah Lehaaza baghaer daleel ke ham in waaqiaat ka
Hazrat Asma bint Abi Bakr lrr] atr Hazrat inkaarnahi kar sakte.
Salman Faarsi [rz] se bhi mustanad sanadon se
marwi hae. (Sunanul Kubra Lil B alhaqi: 6717) FAAEDAH
* Hafrz S ham sudd in Z ahabi Mashhoor Mufassir Allaamah Qurtubi [rh] likhte
frh ] farmaate ha e n : I s
riwaayat ko Imam Abu Ya'la [rh] ne apni musnad haen: "Dam-e-masfooh waali aayat Hajjatul
'Wadaa
me riwaayat kiya hae aur likha hae, Mae nahi ke din Arafah me naaz7l hui". (Tafseer
jaanta Hunaid rehmatullaahi alaih raawi par kisi Qurtubi:21612)
ki j arah ko. (SiyarAalaam un Nabla 3 66 I 2)
26 27
* Hafrz lbnAbdul Bar Maaliki [rh] likhte haen:- Huzoor (saws) ka peshaab naa-daanrstagi me pi
Maalik ibn Sinaan lrrl Ghazwah-e-Uhud me liya tha magar Huzoor (saws) ne khabar pa kar
shaheed hue the. unko dua di aur inkaarnahi farmaaya,tahaaratpat
(Al-Isti'aab ma'ai Isaabah: 3 5 0i3) istedlaal kiya hae. (Kifaayatul Mufti: 1 9/1)
Dekhie Uhud me shaheed hone waale voh bhi the
jinhone sharaab pi thi kyunke abhi sharaab ki
Musnad lil-Hasan bin sufyaan
hurrnat naazilnahi hui thi. Bilkul isi tarah dam-e-
MusnadAbtyala
masfooh ki humat ka maslah hae. Lahaaza
MustadrakHaakim
eteraaz kaure waale ke zimme hae ke woh yeh
Dar-e-kutni
saabit kare ke darn-e-masfooh ki hurmat ke naazil
Al-Isabah li-Ibn-e-Haj ar Asqalaani [rh] : 3 60
hone ke baad inhazraatne khoon piyatha.
Al-Istia' ab 1i-ibn-e-Abdulbar maliki [rh] : 49 I I 4
DOOSRI BAAT Ash-Shifaa lil-Qazi Ayaz: 8 8
Jamhoor-e-Ulama-e-Kiraam ke nazdeek Huzoor Umdatul qari lil-Allamah b adruddin Aaini lrhl: 9 2 I 4
(saws) ke fuzlaat paak haen. Lehaaza koi ishkaal
nahi. fuzlaat ko paak likhte haen
ETERAAZ *Haftzlbn- e -Haj ar Asqalaani Shaafai [rh] :
Hazrat Shaikh [rh] ne Fazaael-e-Aamaal me hktra Fathul Baari:27211
hae ke Huzoor (saws) kabaul vabaraazpaakhae. * Allaamah BadruddinAini Hanafi
[rh]:
JAWAAB Umdatul Qaari: 35/1
Jamhoor-e-Ulama is baat ke qaael haen ke Aap * ImamNawawi Shaafai [rh]:
(saws) ke fuzlaat paak haen. SharahMuhazzab:23411
* MullaAli Qaari Hanafi [rh]:
Jam'ul Wasaael Shuroohush Sham aael: 2 I 2
*Haafrz S iyooti Shaafai [rh] : Khasaaisul Kubra: 71/ I
farmaate haen
* Allaamah Shaami
Shawaafe [rh] me baaz lJlama-e-Muhaqqiqeen [rh]: Fataawa Shaami: 318/1
* Saahib Nihaayatul Muhtaaj : 2421 t,
[rh] ne Aanhazrat (saws) ke baul wa baraaz kr
tahaarat ka hukm kya hae aur Ulama-e-Hanafiyyah Fiqh Shaafai ki mashhoor kitaab
x Mughni ul}duhtaaj
[rh] ne isko naql karke uske saath apni : 7 9I2
Fiqh Shaafai ki mashhoor kitaab
muwaafiqatbayaan ki hae. Anrbaaz Sahaaba (rz) * Shaikh Md.Abdul Haq Muhaddis Dehalwi [rh],
aur Sahaabryaat (rz) ke is waaqie se ke unhone
Madaarij un nubuwwah : 43/1
28
Mundariiah zael Ulama.e.Deohand bhi lsi ke 0aael haen yeh bhi muttafaq alaih haqeeqat hae ke awaam ka
*HazratMaulana AshrafAli Thaanwi
[rh] :
paseenah badbudaar hota hae magar Aanhazrat
NashrutTeeb: p.135
* MuftiAzeezurRahman sahib (saws) ka paseenah-e- mubaarak dunya kt aala
[rh]: tare en khu shbuon ko sharma ata tha. Aap ( s aws) ki
Fataawa Darul Uloom Deoband: 85, 2ll I I
* haikhul Hadee s Maulana Zakariyy a lrhl: neend-mubaarak ko bhi neend hi kaha jaata tha
S
F azaael- e- Aamaal,p. 18 8
magar voh neend hamaarthazaar bedaariyon se
* HazratMaulana Md.Yousuf Binnori aalava arfa thi. Aap (saws) ka khwaab bhi wahi
[rh]:
Ma'arifus Sunan:98/1 hota tha, Aap (saws) ki neend-mubaarak se wazul
*Hazr atMaulana Md. Yousuf Ludhyanwi nahi tooTta tha,to jaese Aap (saws) ka paseenah-
[rh] :
Aap ke Masaael aurunka HaL: I33 19 mubaarakpaseenah hi kehlaatahaemagar yeh kis
ne kaha ke Aap (saws) ke paseenah mubaarak ko
EK I.ATEEF BAHAS
aam insaanon jaesa samjha jaae, vohAap (saws)
Waheed saheb ne kaha ke Hazrat Shaikhul ke lie paseenah hi tha magar ushaaq ke lie
Hadees [rh] ne to tahreer kiya hae ke Huzoor behtareen khushbu. Baadaam-e-raoghan nikaalne
(saws) ke fuzlaat peshaab, paakhaana waghairah ke baad jo baadaam ka fuzlah bachta hae voh
sab paak haen. Mae ne kaha Fuzlah ka maana baadaamka fuzlah hi hae magar binolah kahe ke
bacha hua phook hae, meda khaane ko pakaata mere fuzlah jaesa hae to koi aqlmand aadmi usko
hae, usme asl quwwat jigar kheench leta hae aur tasleem nahi karega. Aarhazat (saws) beshak
phookpaalrhaanaban kar nikal jaatahae, ye mede insaan the lekin Aap (saws) ko jin khasaaes se
kafuzlahhae, phir jigar khoon tayyaar karke dil Allah T a' al a ne nawaa za tha unkhas aae s ka inkaar
ko deta hae aurj o phook reh jaatahaevoh peshaab kyun kiya jaae? Yaqoot bhi patthar hae, hajar-e-
ban kar khaarij ho jaata hae, yeh jigar ka fuzlah aswad bhi ek patthar hae, magar yaqoot uska
hae. Phir voh khoon ek ek rag ko steam mohiyya muqaabila kym kar sakta hae? Hajar-e-Aswad
karta hae, us khoon se jo finlahbachta hae voh jannat se aaya hua hae. Hazraat-e-Anbiya [a.s] ke
masaamaat me paseene ki shakl me khaart ho ajsaam-e-mutahharah muqadassah me Allah
jaata hae. Phir jo khoon juzw-e-badan aur gosht Ta'alane jannat ki khawaaes rakh die haen, isi lie
ban gaya uska phook mael.kuchael ki shakl me un ajsaam-e-mutahharah ko miui par haraam kar
masaamaat ke zaie nikalta hae lekin yeh to diya hae (ke un ko khaae), in ajsaam.e-
saraahatan saabit hae ke awaamke mael kuchael mutahharah ka paseenah misl jannat ke paseene
par makkhi baethti hae rnagar Aanhazrat (saws) ke khushbudaar bana dtya gaya. Isi tarah doosre
ke jasad-e-atthar par makkhi nahi baethti thi, aur ftzlaat bhi agff khusoostyat-e-tahaarat
30 31
rakhte honto is me kyaishkaalhae? Hazrat shaikh lrhl ne iis Mafhoom ko zikr kiva hae voh
(Maakhooz az T aj alliy aat-e- S afdar : 48 II l) Mundariiah-zael Mufassireen-e-kiraam lrhl se Manqool hae
* HazratAbdullah ibn-e- Abb aslrzl
ETERAAZ
* Imam Mujahid [rh]
Fazaael-e-Aamaal: p.267 par is aayat "Walaqad *
Yassarnal Qur'aana lizzlkri fahal mim Imam Zahhaaklrhl
* Imam Matarul Waraaq [rh]
muddakkir" ke tarjume me tahreefki gai hae. * HazratQataadah [rz], Dekhie:
JAWAAB
Tafseer Ibn Kaseer: 26414
Is aayat kemaaname Mufassireen-e-Kiraam [rh]
Aur yeh hi maftroomHazrat Sayeed ibn-e-Jubair
ke 2 qaol haen aur dono qaol apni jagah durust
haen.
[rz] sebhimanqoolhae.
(ZaadulMaseer: 94, 95/8, Tafseer Qurtubi: l34l17,
PEHTA OAOT Tafseeerul Muheet: 1 78/8)
Hamne Qur4nko hifzke lie aasaankardiyahae. Lehaaza eteraaz karne waalon ko samajh lena
DOOSRA OAOt chaahie ke is ko tehreefnahi kehte.
Ham ne Quran ko naseehat haasil karne ke lie
ETERAAZ
aasaankar diya hae.
Fazaael-e-Aamaal aur Fazaael-e-Sadaqaat me
Mundariiah zael Mufassireen.e.kiraam [rhl ne kuch waaqiaataese haen jo naa-mumkinaat me se
dono mazkoorah qao! naq! kie haen haen aur un se shirk wa bid'at kadarwaazal<huIta
hae.
* Tafseer Jalaalain - p.441
JAWAAB
* Tafseer Kashshaaf - 435 I 4
Jis kaam ko aam insaan naa-mumkin samajhta
* Tafseer Ibn Kaseer - 2641 4
hae, agar voh kaam kisi Nabi alaihis salaam ke
* TafseerAl-Bahrul Muheet - 1 78/8
haathpar zaaher ho to usko mojizah kehte haen,
* TafseerRoohul Ma'ani - 8417
masalan:-
* TafseerMazhan- 13817 * Hazrat Saalih alaihis salaam ki oontni kapatthar
sepaedahona.
Mundariiah zael Mufassireen.e.kiraam lrhl ne * HazratMusa
[a.s] ki laathikaazdahabanna aur
sirf ek qaul naql kiva hae haath-e-mub aarakka raoshan hona aru un ke lie
* ZaadtlMaseer -9418 aur un ki qaom ke lie darya me raaston ka banna.
* Isi tarah Hazratlbiahim
* Tafseer [a.s] ke lie aag ka
Qurtubi - 134117 Gul-e-gulzaarhona.

#
33
* HazratEesa Lekin jab Musalmaan in waaqiaatko padhte haen
[a. s] ke haath par murdon ka zinda
hona aur maree zonka tandrust hona wagh aerah. to voh is zehan se padhte haen ke yeh sab kaam
* Huzoor (saws) ke haath-e-mubaarakpar chaand Allah Ta'alaki taraf se ho rahe haen aur is me dar-
ka 2 tukde hona. haqeeqatAllah Ta'ala hi ki qudrat kaar-farmahae.
Yeh sab cheezen mojizaat me se haen. Iske Lehaaza hamaari guzaarish hae ke jo bhi in
alaawah Aap (saws) ke saenkdon moltzaat haen waaqiaat ko padhe to voh Musalmaano waale
jin ka zikr kutub-e-hadees me maojood hae aur zehan se padhe. InshaAllah usko in waaqiaat me
hamaare Maulana Badr-e-Aalam Meerathi [rh] ne taoheed rrazar aae gi. Agar eesaaiyon waale
Tarjumaanus Sunnah me aur Maulana Ahmad zehan se padhe ga to laa mahaalah usko in
Sayeed, Subhaanul Hind [rh] ne Mojizaat tr waaqiaatme shirkhi nazat aae ga.
Rasool (saws) me bhi saenkdon mojtzaat zikr kie
haen. Agar aesa kaam jis ko insaan naa-mumkin AOtI DAtEEt
samajhta hae, kisi wali ke haath par zaaher ho, to Farz karen ke aese waaqiaat shirk wa bid'at ka
us ko karaamat kehte haen, masalan Hazrat sabab haen, is ka matlab to yeh hua ke jo is kitaab
Maryam ke lie band hujre me be-maosami phalon ko zyada padhe ga to voh bada mushrik hoga
ka mohiyya hona aur khushk darakht se taaza haalaanke hame koi Allah ka bandah jis ne
khajooron ka mohiyya hona wagaerah, isi tarah tableeqh me saal ya teen chille lagaaehonnazar
Ashab-e-Kahfka 309 saal ghaarme sona. nahi aay aj o shirk kartaho. Etera az karne waalon
Is ke alaawah kutub-e-hadees wa tareekh me ko agar koi aesa bandah flazar aayaho to zaroor
saenkdon karaamaat-e-aulia maojood haen jin ka muttala farmaaenwarna eesaaiyat waale zehan se
ihaatah is muqaam par dushwaar hae. Eteraaz in kitaabon ko haath nalagaaen(WallaahuAalam
karne waale jin waaqiaat ko naa-mumkin aur bis sawaab).
shirk wa bid'aat ka sabab samajhte haen voh isi
qabeel se haen, ya to mojizaathaen yakaraamaat ETERAAZ
haen, eteraaz karne waalon se hamaari guzaarish Hazrat Shaikh [rh] ki kitaabon me Aulia-Allah ke
hae ke voh inwaaqiaat ko jab padhento Musalmaano lie aesi cheezon ko saabit kiya gayahae jo Anbiya
waale zehanse padhen, Eesaaiyon waale zehan se
[a.s] aur Saha6ba Kiraam [rz] ke lie bhi zaaherna
napadhen. Is lie kejab Eesaai HazratEesa [a.s] ke hueen.
waaqiyaat ko padhte haen to voh yeh samajhte JAWAAB
haen ke is me HazratEesa [a.s] ka kamaal hae aur I s ka j awaab Imamul Munaazire en, Hazr atMaulana
yeh kaam Eesa [a.s] ki vajah se ho rahe haen. Md.Ameen Uakaadwi [rh] se likhte haen.
34 35
"Waheed sahib ne kaha aese waaqiaat ko kaese munh par phirte haen magar beenaai waapis nahi
maanliya jaae? In me aesi baatonka zll<r hae jo aai, Hazrat Yousuf [a.s] ki sirf qamees lagne se
Anbiya [a.s] ke lie bhi zaaher nahi hueen, Nabi beenaai waapis aa gai,jo hawa Sulaiman [a.s] ka
[a.s] aur Sahaaba lrzlkamuqaam to wali se bohat takht uthaae phirti thi us hawa ko yeh hukm nahi
buland hae. Ye bilkul naa-mumkin hae ke ek mila ke safar-e-hijrat meAap (saws) ko ek lamhe
kharq-e-aadat Nabi [a.s] aur Sahaabi [rz] ke haath me Madinah pohncha de, Hazrat Sulaiman [a.s]
par to zaaher na ho aur kisi wali ke haath par Nabi haen lekin takht-e-bilqees ka aana un ke
zaaher ho jaae. Mae ne kaha ajeeb baathae jahaan
Sahaabi ki karaamathae,-to bhai yeh Allah Ta'ala
qiyaas jaaez ho wahaan to aap us ko shirk kehte ka ekhtiyaar hae, voh chaahen to hazaaron meel
haen aur (ab) kharq-e-aadaatme qiyaas shuru kar door Baitul Muqaddas ka kashf ho jaae, jannat
diya hae. Mae aap se poochhta hoon ke aap ko dozakh ka kashfho jaae aur na chaahen to chand
khwaab nazar aate haen yanahl? Us ne kahaaate meel se Sayyiduna Usman lrzl ki shahaadat ki
haen. Mae ne kahabilkul wahijoAnbiya [a.s] aur ghalat khabar aae a:ur Aap (saws) bae'at lena shuru
Sahaaba Kiraam [rz] ko aae ya aur bhi? Us ne kar den. Voh na chaahe to Kan'aan ke kunwen me
kaha yahaanAnbiya [a.s] aur Sahaaba [ra] ka ky'a Yousuf [a.s] kaYaaqoob [a.sl ko patanachale aur
z1kr, Allah Ta'ala jis ko khwaab chaahen dikha jab chaahe to Misr se Yousuf [a.s] ke kurte ki
den. Mae ne kaha baaz awqaat ek chhote bache ko I
#'
khushbu Kan'aan me soongha de. Mae ne kaha
khwaab nazar aatahaeke subah bataatahae ke aaj ,i
aap jo saari dunya ko mushrik keh rahe haen us
khwaab me mae ne dekha ke naana abbu aae haen fl
pat nazr- e-saani karen aur taubah karen".
aur waaqratan voh aa bhi jaate haen aur khwaab
I (Maakho oz azTaj alliy aat- e- S afdar : 4 69 I l)
sachcha ho jaatahae. Magar is khwaab ka koi yeh Chand beja eteraazaat aur un ke mudallal
keh ke inkaar nahi karta ke ghar ke badon ko yeh lawaabaat aap hazraat ne mulaaheza farma lie
khwaab nahi aaya to ham kaese maan len ke haen, motarizeen ke baaqi beja eteraazaat ts
bachche ko khwaab aa gaya? Dekho Hazrat Bi Bi qaabil nahi ke un ke jawaabaat ke darpe ho kar
Maryam [a.s] waliyyah haen, un ko be-maosam qeemti waqt ko zaae kiya jaae, aql-e-saleem
phal mil rahe haen. Magar Hazrat Zakariyy a la.sf rakhne waalon ke lie itna hi kaafi hae. Allah
jo Nabi haen, unko nahi mil rahe, Sayyidah Ta'alais ko apnibaargaahme qubool farmaae.
Ayesha Siddiqa [rz] ko khaawind ke hote hue Aameen Yaa Rabbal Aalameen.
ladki bhi nahi di aur Bi Bi Maryam [a.s] ko
2/-..\r-..\?r-..\
b a gh aer khaawind ke I adka ata farma diya, Hazt at
Yaaqoob [a:s] ke haath-e-mubaarak rozaafla

You might also like