Dosti Sayaari
Dosti Sayaari
Dosti Sayaari
Maange jo kurbani woh hai mohabbat, jo bin maange ho jaye kurban wo hai dosti hamari Ae dost kabhi mujhe bhula na dena. is hanste hue chehre ko kabhi rula na dena. kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao par mujhse door hokar mujhe judai ki saza na dena.. Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, anjane mod par kuchh log dost ban jate hain, milne ki khushi de ya na de bichhadne ka gam zarur de jate hain Jada gum jab se najare ho gaye, Gardish me hamare sitare ho gaye. Nibhayi hai kuch yaro ne dosti aisi, Ki dushman bhi dost se pyare ho gaye
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai. Hame unse kehni kuch baat baki hai. Maut aayegi to keh denge zara ruk, Abhi mere dost se ek mulakat baki hai
Ek Gujarish Hai Mere Dost Tujhse, Taumra Is Dosti Ko Nibhana, Ho Kuch Dil Mein To Usse Kabhi Na Chupana, Dukh Ho Ya Sukh Hamesha Mere Sath Chalna, Bhatak Jaau Agar Mein Kabhi To Sahi Raah Dikhana
Chand adhura hai sitaro ke bina, Gulshan adhura hai baharuon ke bina, Samundar adhura hai kinaro ke bina, Jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina.
Kisi Ko Apni Khoobion Ka Ehsaas Nahin Hota, Aap Jaisa Dostoon Ka Milna Itifaaq Nahin Hota, Achha Kuch Kia HoGa Hum Ne,
https://apps.facebook.com/zaroori/ Kuch rishte uparwala banata hain, Kuch rishte log banate hain, Par kuch loog bina kisi rishte je hi rishte nibhate hain, Shayad wohi dost sacche dost kehlate hain. Sitam karo ya na karo, hum gila nahi karte, Virano mein kabhi phool khila nahi karte, Magar itna yaad rakhna mere yaar, Hum jaise dost baar baar mila nahi karte
Kaho usi se jo na kahe kisi se! Maango usi se jo dede khushi se ! Chaho use jo tumhe mile kismat se ! Dosti karo usi se jo hamesha nibhaye hasi se Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge, Aapke dil me apni nishani chhod jayenge. Kabhi royouge to kabhi muskuraoge, Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge
Teri dosti da main satkar kitta, teri har nazar nu main pyar kitta, kasam rabb di na bhula devin es dosti nu, main apne to vi jyada is rishte te aitbaar kitta Eah zindagi itna ehsan kar de, mere yar ko mujh par meharban kar de,] hamari to sari zindagi uske intzar me kat jayegi, agar tu vuska ek pal hamare nam kar de.
Jab se aapko jana hai, Jab se aap sa dost paya hai, Har dua me aap ka naam aaya hai, Dil karata hai punchu us rab se ke, Kya itna pyara dost sirf mere liye banaya hai. Dooriyon se farq nahi padta, Baat to dilon ke nazdikiyon se hoti hai, Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai, Varna mulakat to roz na jaane kitne logon se hoti hai Din beet jate hai suhani yaadein banker, Baatein rah jati hai kahani banker, Par dost to hamesha dil ke karib rahenge,
Dur rahkar un dooriyo ko badaya nahi karte, Apne dost ko is tarah sataya nahi karte, Jise har vakt khyaal ho aapka, Apni aawaaz ke liye use is tarah tarsaya nahi karate
Ek hi tamanna rahi ek zamane se, bane hamare bhi apne banane se, dunia ki nazar aur hamari nazar me itna antar kyu raha. koi hame samajha hi nahi hamare sachche dostane se Mehek dosti ki, kisi ishq se kam nahin hoti, yeh duniyan ishq pe khatam nahin hoti, agar saath ho zindagi mein sacche doston ka, toh yeh zindagi kisi jannat se kam nahin hoti
Tum kya milley har khushi mil gayi, teri dosti har andhere ko ujaale mein badal gayi, yunhi nibhaate rehna dosti sath dena har kadam pe mera, teri dosti kya mili hamein toh duniya ki har cheez mil gayi
Baaten karke rula na dijyega Youn chup rah ke saja naa dijyega Na de sake khushi , to gum hi sahi Par dost bana ke yonhi bhula naa dijyega Khuda ne dost ko dost se milaya Doston ke liye dosti ka rishta banaya Par kahte hai dosti rahegi uski kayam Jisne dosti ko dil se nibhaya Ab aur manjil paane ke hasrat nahi. Kisi ki yaad main mar jaane ki fitrat nahin. Aap jaise dost jabse mile. Kisi aur ko dost banaane ki jaroorat nahin .
Kamyabi kabhi badi nahi hoti, Pane wale hamesha bade hote hai. Darar kabhi badi nahi hoti, Bharne wale hamesha bade hote hai. Itihaas ke har panne par likha hai, Dosti kabhi badi nahi hoti, Nibhane wale hamesha bade hote hai
Duaoon main teri khoshi mangtay hain Khaboon main teri hansi mangtay hain Sochtay hain hum tum say kia mangain Chalo umer bher ki DOSTI mangtay hain
Dil Ki Baat Chhupana Aata Nhi, Kisi Ka Dil Dukhana Aata Nhi, Aap Sochte He Hum Bhul Gaye Apko, Par Kuchh Achhe Dosto Ko Bhulana Humko Aata Nahi
Khuda ne dost ko dost se milaya, Doston ke liye dosti ka rishta banaya, Par dosti rahegi usi ki kayam, Jisne dosti ko dil se nibhaya..
Dosti se aaj pyaar sharmaya hai, Teri chahat ne kuch aisa gajab dhaya hai, Khuda se kya mange, Woh to khud aaj aap jaisa dost mangne aaya hai.
Dil ko dil se churaya tumne, Dur hote huye bhi apna banaya tumne, Kabhi bhul nahi payenge tumko ae dost, Kyonki dosti karana sikhaya tumne. .. Teri dosti ne bohat kuch sikhla diya, Meri khamosh duniya ko jaise hasa diya, Karzdaar hoon main khuda ka, Jiss ne mujhe aap jaise dost se mila diya Dosti karo to dhokha mat dena, Doston ko bewafai ka tofa mat dena,
Koi tumhe rahe yaad kar ke Aisa kabhi mauka mat dena
Har Koi Pyar Ke Liye Rota Hai Har Koi Pyar Ke Liye Tadapata Hai Mere Dosti Ko Galat Mat Samajana Pyar To Dosti Me Bhi Hota Hai
Baat Woh Karo Jo Auron Ko Achhi Lage Shayari Woh Likho Jo Dil Ki Hatal Baya Karen Dost Aese Banao Jo Gum Mei Sine Se Lage Pehchan Woh Banao Ki Jane Ke Baad Bhi Log Yaad Karen
Dosti Aisi Karo Ke Duniya Dekhti Rahe Dosti Aisi Karo Ke Duniya Dekhti Rahe Aur Khuda Bhi Ake Tumse Puchhe Kya Mujse Dosti Karoge?
Zindagi Ko Ek Rangin Kalapna Samjho Subah Ko Sach Raat Ko Sapnaa Samjho Bhulna Chahte Ho Sabhi Ghumo Ko To Zindagi Me Dosto Ko Apna Samjho.. ` Aasmaan Humse Naraaz Hain Taaron Ka Gussa Behisaab Hain Woh Sub Humse Jalte Hain Kyun Kee Chaand Se Behtar Dost Hamare Paas Hain ` Ye Dua Hai Hamari Bite Sukh Se Jindagi Tumhari Dost Muje Pyari Hain Teri Yari Jiske Liye War Sakta Hun Duniya Sari ` Tum Hamesha Khush Raho, Aisi Wish Hain Hamari Or Aage Badhate Raho, Aisi Dua Hai Hamari Tum Jaha Bhi Ho Jaisi Bhi Ho Ek Din Hame Dhundh Pao, Aisi Khwaish Hai ` Rishto Ki Kitab Ka Cover Hai Aapki Dosti
Aapki Dosti Se Bani Hai Humari Hasti Khun Ke Rishto Ki Baat Aap Karte Hai Humare Liye To Zindagi Hai Aapki Dosti
Dosti vo nahi hoti jo jaan deti hai , Dosti vo nahi hoti jo muskan deti hai , Asli dosti to vo hoti hai jo ! Samundar me gira ANSU bhi Pahchaan leti hai !!
Uljhan Agar koi Aa Jaye toh Humse na Chhupana, Sath na de Zuban toh Aankho se batana, Har kadam par saath hein Hum Aapke, DOST banaya hai toh HAQ Zaroor Jatana.
Geet ki zaroorat mehfil mein hoti hai Pyar ki zaroorat dil mein hoti hai Bin dosti ke adhuri hai yeh zindagi Kyunki dost ki zaroorat har pal mehsus hoti hai ` Har rishtonke mukaam nahin hote Dil ke rishtonke koi naam nahin hote Paaya hai Aapko dil ki roshni se. Aap jaise dost kisike liye Aam nahin hote.. . ` Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiye Bas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye. ` Dost hai to Aansuo ki bhi shaan hoti hai, Dost na ho to Mahfhil bhi Kabristaan hoti hai, Sara khel to dosti ka hi hai, Warna mayyat aur barat ek saman hoti hai. ` Zindagi me Jab Maayus hue Hum.. To Socha k kya paaya kya khoya.
Khone ka to hisaab na laga paaye Yaad raha to bas itnake Zindagi se bhi pyara..Aap jaisa Ek dost Paaya ` Safar lamba hai dost banate rahiye, Dil mile na mile haath badate rahiye, Taj na banaiye costly padega, Har taraf Mumtaj banate rahiye. ` Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha, Hazaron me ek humne tum hi ko dekha, Gum dene wale to har pal hai yahan, Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha Dil ki hasti mit gayi hoti, aur sare dard badh gaye hote, jindgi aap jaise dosto ki amanat hai, varna hum to kab ke bikhar gaye hote.. ` Aao Ab koi Dost Aisa Banaya jaye jise Palkon pe Sajaya jaye Rahe uska mera rishta kuch is tarha ke ,ki vo rahe Bhukha toh humse Bhi kuch khaya na jaye ` Dosti ke bhi apne andaz hote hai, Jagti aankho me khwab hote hai, Soyi aankho me sailab hote hai, Kyo ki dosti k rishte to nayab hote hai. ` Kaho usi se jo na kahe kisi se! Maango usi se jo dede khushi se ! Chaho use jo tumhe mile kismat se ! Dosti karo usi se jo hamesha nibhaye hasi se..
Kal fir yehi sama hoga, Hum mein se kaun na jane kahan hoga, Murjhaye phool to mil jayenge kitabo mein, Par bichhade dosto ka shayad hi koi pata hoga. ` Dost hazar nahi sirf ek chahiye, dukh-sukh me de sath vo yar chahiye, hum kisi ko bhulate nahi lekin jo yad rakkhe hame vo yar chahiye
Khwaish aisi ki aasman tak ja sako Dua aisi ki khuda ko pa sako. Jeene ke liye pal bahut kam hai, Jiyo aise ke har pal mein zindgi pa sako
Ye message unko send karo Jinka jindagi bhar aapko sath chahiye. Mene to kar diya You are the best friend of my life I will never forget you.
Waqt badlata hai zindagi ke sath, Zindagi badlati hai waqt ke sath. Waqt nahi badlata doston ke sath, Bas dost badal jate hai waqt ke sath.
Lab khulte hai bandh ho jaate hai, Sacche dost milte hai bichad jaate hai, Par jab woh yaad aate hai, Hasti aankhon se bhi aansoo nikal aate hai
Mulakaat maut ki mehmaan ho gayi hai Nazar ki zindigi sunsaan ho gayi hai. Ab meri saans bhi meri nahin rahi. Ye Zindagi aapki dosti par kurbaan ho gayi hai
Na mujhe yaad rakhna,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, Na baante yaad rakhna,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, Bas Dil ki dili tammana hai,,,,,,,,,,,,,,,,,, Bas hamara naam zroor yaad rakhna. ` Dua karte hain hum sir jhukae dargaah pe,,,, Ae dost tu apni manzil ko paye,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, Teri rahon me ho kaanten agr,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, To un kaanto ko hataane ke liye khuda hame bulaaye
Jab kabhi dosti ki dastaan waqt sunaayega, Humko bhi koi shaqs yaad aayega,,,,,,,,,,,, Tab bhool jaayenge zindagi ke gamon ko, Jab aapke saath guzara har lamha yaad aayega. Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi, Dost ko bhul jaye wo hum nahi, Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi, Kyon ki tum hame bhul jao itne bure hum nahi
Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par aasoo chod jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain. In andhero ke liye kuch aftab mage hai, Dua mein hamne dost kuch khas mage hai, Jab bhi maga kuch rab se, To aap ke liye khusiyo ka pal mage hai. Chirago se agar andhere door hote, To chandni ki chaahat kyun hoti, Kat sakti agar ye jindgi akele, To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
Muskurahat tumhi se milti hai, Dard ki raahat tumhi se milti hai, Ruthna kabi mat hamse E Dost, Hame jeene ki chahat tum hi se milti hai
Raat bhar Ro Na Sake Bikhre Armaano Ke Moti Hum Piro Na Sake Tere Yaad Mein saari Rat Hum So Na Sake, Bheeg Na Jai Ansuon Mein Tasveer Teri Bass Yehi Soch Kar Hum Raat bhar Ro Na Sake. Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain, Hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain. Teri dosti ke saaye mein zinda hain, Hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi, Kisi aur ko hum apna kahte nahi, Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein, Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti Lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti. Mile jo pyar to kadar karna Kismat har kisi par maherban nahi hoti
Dilon Say Khelna Ka Hunar Hamain Aata Nahin, Isi Liyay Ishq Ki Baazi Hum Haar Gayai, Meri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha, IsiLiye Mujhe Zinda Hi Maar Gayai.
Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke.. Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke.. Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe.. To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke
Dard Duniya Ne Bina Soche Hi De Diya, Jo Sah Gaye Har Dard Ko Hum Chupke Se, To Humko Hi Patthar-Dil Kah Diya
Gehri thi raat, lakin hum khoye nahi, Dard bahoot tha dil mein, lakin hum roye nahi, Koi nahi hamara jo puche humse, Jag rahe ho kisi ke liye, ya kisi ke liye soye hi nahi..!!
Karta raha fareb koi saadgi ke saath, Itna bada mazak meri zindagi ke saath, Shyad mili saza iis jurm ki mujhe, Ho gaya tha pyaar mujhe ek ajnaabi ke saath
Sagar se dosti to kinaare bhi nhi karte Aajkat to wafa humse hamare bhi nhi karte Ek tumse thi ummeed, So wo bhi aaj toot gayi Chup-chap beh jaate hain, Kisi se sikayat mere aansu bechaare nhi karte..
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi, hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi, aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin, par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi