Hindi Lyrics: Asha Bhosle
Hindi Lyrics: Asha Bhosle
Hindi Lyrics: Asha Bhosle
Hindi Lyrics
(mere Bhaiya Mere Chanda mere Anamol Ratan tere Badale Main Zamaane Ki koi Cheez Na Lu) -2 teri Saanson Ki Kasam Khaake, Hava Chalti Hai tere Chehare Ki Khalak Paake, Bahaar Aati Hai ek Pal Bhi Meri Nazaron Se Tu Jo Ojhal Ho har Taraf Meri Nazar Tujhko Pukaar Aati Hai (mere Bhaiya Mere Chanda mere Anmol Ratan tere Badale Main Zamaane Ki koi Cheez Na Lu) -2 tere Chehare Ki Mehakti Hui Ladiyon Ke Liye anaginat Phool Ummeedo Ke Chune Hain Maine vo Bhi Din Aayen Ki Un Khwaabo Ke Taabeer Milen tere Kaatir Jo Haseen Khwaab Bune Hain Mainne (mere Bhaiya Mere Chanda mere Anamol Ratan tere Badale Main Zamaane Ki koi Cheez Na Lu) -2
Hindi Song: Jhula Baho Kaa Aaj Bhee Do Naa Mujhe Movie or Album: Doli Saja Ke Rakhna Singer(s): Sadhana Sargam, Srinivas Music Director(s): A R Rahman Lyricist(s): Mehboob
Hindi Lyrics
(jhula baho kaa aaj bhee do naa mujhe - (2) bhaiya goud me uthao naa aaj mujhe kad sey hu badee mann sey chhotee mai aaj bhee man lo naa jid meree) - (2) jhula jhula..... jhula, jhula jhula (too khushee toh karar toh bahar hai dam sey tere hee toh ghar peh nikhar hai) - (2)
mai shor sharaba dhum karungee, thumak thumak nachungee chanchal koyal ke jaise mai toh chahek chahek jaungee sare rang dhanak ke mai chura lungee - (2) ho o tare palak ke tod laungee......... chup chup ke meree hansee naa udana jhula baho kaa aaj bhee, jhula jhula, jhula jhula... jhula baho kaa aaj bhee do naa mujhe bhaiya god me uthao naa aaj mujhe kad sey hu badee mann sey chhotee mai aaj bhee man lo naa jid meree jhula baho kaa aaj bhee do naa mujhe too khushee toh karar toh bahar hai dam sey tere hee toh ghar peh nikhar hai... ek nahee, do nahee, tin hain bhai, tino jaise mere sipahee meree shararat meree tabahee bacha le khuda lekin inka gussa aisa, gad gad gadje badal jaisa phir barsaye pyar bhee vaisa, o mere khuda motee hu mai inn aankho kaa phul hu inke bag kaa jhula baho kaa aaj bhee do naa mujhe bhaiya goud me uthao naa aaj mujhe kad sey hu badee mann sey chhotee mai aaj bhee man lo naa jid meree jhula baho kaa aaj bhee do naa mujhe bhaiya goud me uthao naa aaj mujhe (too khushee toh karar toh bahar hai dam sey tere hee toh ghar peh nikhar hai) - (2)
Hindi Song: Bhaiyya Mere Rakhi Ke Bandhan Movie or Album: Choti Behan Singer(s): Lata Mangeshkar
Hindi Lyrics
Bhaiyya Mere, Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana bhaiyya Mere, Choti Behan Ko Na Bhulana dekho Ye Nata Nibhana, Nibhana bhaiyaa Mere... ye Din Ye Tyohaar Khushi Ka, Paavan Jaise Neer Nadi Ka bhai Ke Ujle Maathe Pe, Behan Lagaaye Mangal Tika jhume Ye Saavan Suhana, Suhana bhaiyya Mere ... baandh Ke Hamne Resham Dori, Tum Se Vo Ummeed Hai Jodi naazuk Hai Jo Kaanch Ke Jaisi, Par Jeevan Bhar Jaaye Na Todi
jaane Ye Sara Zamana, Zamana bhaiyaa Mere ... shaayad Vo Saavan Bhi Aaye, Jo Behna Ka Rang Na Laaye behan Paraye Desh Basi Ho, Agar Vo Tum Tak Pahunch Na Paaye yaad Ka Deepak Jalana, Jalana bhaiyaa Mere ...
Hindi Song: Chanda Rey Mere Bhaiyya Se Kehna Movie or Album: Chambal Ki Kasam Singer(s): Lata Mangeshkar Music Director(s): Khaiyyam Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Hindi Lyrics
(chanda rey mere bhaiyya se kehna o mere bhaiyya se kehna, behna yad kare) - (2) o chanda rey........ kya batalau kaisa hai woh, bilkul tere jaisa hai woh too usko pehchan hee lega, dekhega toh jan hee lega too sare sansar me chamke, har bastee har ganv me damke kehna abb ghar wapas aa jaa -2, too hai ghar kaa gehna behna yad kare o chanda rey........ rakhee key dhage sab laye, kehna abb naa rah dikhaye mann key nam kee kasme dena, bhent meree key rasame dena puchhana uss ruthe bhai se, bhul huyee kya mann jai se behan paraya dhan hai kehna, usne sada nahee rehna behana yad kare o chanda rey........
Hindi Song: Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa Movie or Album: Beimaan Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh Music Director(s): Shankar-Jaikishan Lyricist(s): Verma Malik
Hindi Lyrics
(yeh rakhi bandhan hai aisa -3, jaise chanda aur kiran kaa jaisa badari aur pawan kaa, jaise dharti aur gagan kaa) - (2) yeh rakhi bandhan hai aisa - (3)
duniya kee jitani bahane hain, unn sabki shraddha hai isame hai dharam karam bhaiya kaa yeh bahana kee raksha isame hai jaise subhadra aur kishan kaa, jaise badari aur pawan kaa jaise dharti aur gagan kaa, yeh rakhi bandhan......... aaj khushi ke din bhai ke, (bhar bhar aaye naina - (2)) kadar bahan kee unase puchho, jinaki nahee hai bahana mol nahee koyee iss bandhan kaa jaise badari aur pawan kaa, jaise dharti aur gagan kaa yeh rakhi bandhan hai aisa - (3)
Hindi Song: Ham Bahano Ke Liye Mere Bhaiya Movie or Album: Anjaana Singer(s): Lata Mangeshkar Music Director(s): Laxmikant-Pyarelal Lyricist(s): Anand Bakshi
Hindi Lyrics
ham bahano ke liye mere bhaiya, (aata hai ek din sal me -2) aaj ke din mai jahan bhi rahu, (chale aana wahan har hal me -2) ham bahano ke liye mere bhaiya, (aata hai ek din sal me -2) kitne din aur kitani raine, iss angan me rehna hai maine- (2) pardesi hoti hain bahane babul janey bhej de meri doli kab sasural me chale aana wahan har hal me ham bahano ke liye mere bhaiya, (aata hai ek din sal me -2) aaj ke din mai jahan bhi rahu, (chale aana wahan har hal me -2)
Hindi Song: Rang Birangi Rakhi Leke Aayi Bahana Movie or Album: Anpadh Singer(s): Lata Mangeshkar Music Director(s): Madan Mohan Lyricist(s): Raja Mehdi Ali Khan
Hindi Lyrics
rang birangi rakhi leke aayi bahana
o rakhi bandhava le mere vir - (2) mai naa chandi, naa sone ke nar mangu mai naa chandi, naa bhaiya sone ke nar mangu apne bhaiya kaa thoda sa pyar mangu, thoda sa pyar mangu.... iss rakhi me pyar chupa le layi bahana, rakhi bandhwale mere vir nile ambar se tare utar lau nile ambar se bhaiya tare utar lau ya mai chanda kee kirno ke har lau, kirno ke har lau pyar ke badle ban le leharayi behna, rakhi bandhawale mere vir kabhee bhaiya yeh behna naa pas hogi kabhee bhaiya yeh teri behna naa pas hogi kahee pardes baithi udas hogi, behna udas hogi milne kee aas hogi, janey kab bichhad jayen bhai behna rakhi bandhawale mere vir.........